KASHISH Lyrics — Ashish Bhatia

SongKASHISH
ArtistAshish Bhatia
AlbumKASHISH (Single)
Written byAshish Bhatia
Produced byAshish Bhatia
Song Details

KASHISH Ashish Bhatia Lyrics

[ CHORUS ]
Uski aankhon mein fayla kajal
Baaton se karti ghayal
Saanson mein uska hi hai naam
Meri neendein udi hai jab se
Tu aa gayi jeevan mein
Roshan kar de tu mujhko aaj [X2]

[ POST-CHORUS ]
Maana kabhi kabhi
Had se guzar jaata hoon
Tere pyaar mein
Maana kabhi kabhi
Had se guzar jaata hoon
Tere pyaar mein

[ VERSE 1 ]
Yeah, maine bandiyan to bahut saari dekhi
Par tere jaisi ek bhi ni aaj ke zamaane mein
Bhi pyaar kare fake ni baby uske baal jaise
Lahar sunaami ki ruhaaniyat se rubaru karaati
Mujhe devi si sunaati story apni bachpan ki
Bravery ki dil se hai bacchi wo harkatein hain
Crazy si kuch aisi si kashish un mein ki kaise
Na fase hum bane aashiq deewa

[ BRIDGE ]
Teri ada pe pagal
Hum sharaabi ban gaye shayar
Teri ada pe pagal
Hum sharaabi ban gaye shayar
Tere jism ki ye khushboo
Jab itar se mil jaaye
Bin piye lad khadaane lagu
Mujhe yun madhhosh kar jaaye

[ CHORUS ]
Uski aankhon mein fayla kajal
Baaton se karti ghayal
Saanson mein uska hi hai naam
Meri neendein udi hai jab se
Tu aa gayi jeevan mein
Roshan kar de tu mujhko aaj [X2]

[ POST-CHORUS ]
Maana kabhi kabhi
Had se guzar jaata hoon
Tere pyaar mein
Maana kabhi kabhi
Had se guzar jaata hoon
Tere pyaar mein

Share your love