Katé Na Lyrics — Hasan Raheem

SongKaté Na
ArtistHasan Raheem ft. Abdullah Kasumbi & Adnan Abbas
AlbumKaté Na (Single)
Written byHasan Raheem
Produced byAbdullah Kasumbi
Song Details

Katé Na Hasan Raheem Lyrics

Aarzu dil ki tu
Kyun khafa khwaa-makhan
Meethi shehad si tu
Meetha tha har sama

Dil toota bay-khabar tujko nazar aye na
Aou na hamanva jayengay har jaga
Haath uthi har dua main tera naam hi tha
Is judai mai teri qadar ayi na

Kate na ye pal teray bin
Kate na ye pal teray bin

Guzri shab poochay ye
Fikr khudki kyun na
Andaza shab ko kya
Is bay faqri ka lazzat ka na

Ansu ye hai khatam insay lahu beh raha
Tum thee sang to suhana tha har sawera
Atish man ki bhuja hai yehi ilteja
Dil toota bekhabar tujko nazar aye na

Kate na ye pal teray bin
Kate na ye pal teray bin
Teray bin teray bin

Share your love