Kya Kardiya Lyrics — Sushant KC

SongKya Kardiya
ArtistSushant KC
AlbumKya Kardiya (Single)
Written bySushant KC
Produced byFoeseal
Song Details

Kya Kardiya Sushant KC Lyrics

Kya kar diya mujhe tune
Tumse door nahin jaana
Kya kar diya mujhe tune
Khud se hi main anjaana
Yeh dil ki aag bujhe tumse
Teri yaad mein ab beete har lamha

(kya kar diya)

Kya kar diya mujhe tune
Tumse door nahin jaana
Kya kar diya mujhe tune
Khud se hi main anjaana
Yeh dil ki aag bujhe tumse
Teri yaad mein ab beete
Har lamha, har lamha

Tere bin main toh
Aadhi adhoori kahani rey
Thodi te rishte puraani
Ban meri rani meri mastani
Aaja paas kare manmani rey

You know the vibe i don’t like
I don’t like this me
When you ride on your ride
In the back seat
I feel alive feel alive
By your side

Mann bhari maya hasna bhool gaya
Jo tu na ho aaspaas gum na ho
Maan meri jaan kar le yeh jeena aasan

Kya kar diya mujhe tune
Tumse door nahin jaana
Kya kar diya mujhe tune
Khud se hi main anjaana
Yeh dil ki aag bujhe tumse
Teri yaad mein ab beete
Har lamha, har lamha
(yeah)

Behaki behaki raat hai intezaar mein
Tere ziddi jazbaat hai
Beinteha mein kaise karoon
Kaise izhaar main tujhse
Karke to dekh pyaar tu mujhse
Bemisaal hai tu bemisaal

Har alfaaz tere ab dil se milke baat kare
Kyun reh ja paas mere
Ab milke yeh haalaat badal doon
Nami aankhon mein bharan de
Bharan de mann bhari maya
Hasna bhool gaya jo tu na
Ho aaspaas gum na ho
Maan meri jaan le jeena sa

Kya kar diya mujhe tune
Tumse door nahin jaana
Kya kar diya mujhe tune
Khud se hi main anjaana
Yeh dil ki aag bujhe tumse
Teri yaad mein ab beete
Har lamha, har lamha

Share your love